Showing posts with label Filmy SMS. Show all posts
Showing posts with label Filmy SMS. Show all posts

Husbands Wish and Aladdin's Lamp

Husbands Wish and the Aladdin's Lamp

Husband: I found Aladdin's lamp today


Wife: wow, what did you ask for darling??

Husband: I asked him to increase your brain ten times..


Wife: oh..luv u so much.. Did he do that??

 

Husband: He laughed and said multiplication doesn't apply on zero...

Ek Sharabi

Ek Sharabi, Poora tunn ho kar ghar jaa raha tha,
Raste mein Mandir ke bahar Pujari dikha!

Sharabi ne pujari se poocha, Sabse bada kaun?

Pujari ne peecha chudane ke liye kaha ‘Yeh Mandir Bada’

Sharabi bola: Mandir bada to dharti pe kaise khada?

Pujari: Chalo bhai Dharti badi

Sharabi: Dharti badi to Sheshnaag par kyun khadi?

Pujari: Sheshnaag bada

Sharabi: Sheshnaag bada to Shiv ke gale main kyon pada

Pujari : Shiv bada

Sharabi: Shiv bada to Parvat par kyon khada

Pujari: Parvat bada

Sharabi: Parbat bada to Hanuman ki ungli pe kyon pada

Pujari: Hanuman bada

Sharabi: Hanuman bada to Ram ke charno mein kyon pada

Pujari: Ram bada

Sharabi: Ram bada to Ravan ke piche kyun pada

Pujari: Arey mere baap tu bata kaun bada

Sharabi:
Iss duniya mein wo bada
jo Puri bottle peekar bhi seedha khada!

Indian Banks Funny Description

IDBI-Itna Dhan Bina Income


SBI-Sab Bhikari Idhar


HDFC-Har Dum Fakir Chand


HSBC-Hum Sabse Bade Chor


Bank of Baroda-Bank Of Bhangis

Pappu pinki ko pasand karta hai

Pappu pinki ko pasand karta hai
aur pinki pappu k bhai ko,
..
lekin pappu k bhai ko pinki ki
behan achi lagti hai
aur pinki ki behan pappu ko
pasand karti hai.
..
Hala ki pappu pehle hi pinki ko
chahta ha.
Ab jab k pinki ko pappu acha
nahin lagta aur pappu ka bhai
pinki k liya razi nai hai aur pappu
pinki ki behan se pyar nahin karta
jab k pinki ki behan ko pappu ka
bhai acha nahin lagta.
.
.
To ye unka personal problem hua,
aap kyu apna dimag kharab karte
ho....

Solid bezzati Boy and Girl

Solid bezzati:
.
.
.
Boy: I lv u, I cnt live widout u.

Mar jaunga,

Mit jaunga,

Tere pyar me fana ho jaunga!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.

Grl: Hmm. Dekhle tujhe jaise theek lage.

FACEBOOK ki leela

FACEBOOK ki leela....

Facebook ki leela sab par padi bhaari hai,
71 saal ki burhiya bhi yahan kunwaari hai..
Chacha ki bhi kismat badal jaati hai,
18 saal ki chaachi yahan mil jaati hai..
Ladke yahan ladkiyan ban jaate hain,
nakali id se aatank machaate hain..
Kuchh toh itne paagal ho jaate hain,
din raat "add me" .."add me" chillaate hain

Biggest mistake of Krrish 3

Biggest mistake of Krrish 3
Kaal (vivek) Rohit ke DNA se bana
hota he.
Isliye woh Krish ka Bhai hua!
.
Aur Kaya (kangna) kaal aur Girgit
ke DNA se bani
hoti he.
To kaya kaal ki beti huyi.
.
To kaya ko krish se pyar kyu ho
jaataa hai?
Krish to kaya ka chacha he

 

uthale re baba Uthale, Rakesh
Roshan ko utha le.

AddThis

Bookmark and Share