Pappu pinki ko pasand karta hai

Pappu pinki ko pasand karta hai
aur pinki pappu k bhai ko,
..
lekin pappu k bhai ko pinki ki
behan achi lagti hai
aur pinki ki behan pappu ko
pasand karti hai.
..
Hala ki pappu pehle hi pinki ko
chahta ha.
Ab jab k pinki ko pappu acha
nahin lagta aur pappu ka bhai
pinki k liya razi nai hai aur pappu
pinki ki behan se pyar nahin karta
jab k pinki ki behan ko pappu ka
bhai acha nahin lagta.
.
.
To ye unka personal problem hua,
aap kyu apna dimag kharab karte
ho....

No comments:

Post a Comment

AddThis

Bookmark and Share